Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaane Kahaan
HomeJaane Kahaan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey hey hey ayeeeeee hey hey ayee jaane kahaan le ke jaaye zindagi kaise khaab dikhaaye zindagi ban ke tera humsafar main chala jaane kidhar zindagi o zindagi kya kya rang dikhaaye zindagi haan jaane kahaan le ke jaaye zindagii hey hey hey ayee aye hey hey la lala abhi abhi chalte chalte aisa laga hai abhi abhi tune mujhse kuchh to kaha hai hooooo mere har kadam par tune khushiyaan bichha di chaaha tha jo kuchh maine sab mil gaya hai koi shikva hi nahin kuchh shikaayat bhi nahin zindagi o zindagi kitne phool khilaaye zindagi haan jaane kahaan le ke jaaye zindagii dil mera laaya mujhko dil ke shehar mein haan taare bichhe hain kaise har rehguzar mein hoooooo khushiyaan huyi hai mujhpar itni meharbaan rehta hoon jaise ab to khushiyon ki ghar mein iss shehar ko hai salaam rehguzar ko hai salaam zindagi o zindagi dil ke saaz sunaaye zindagi jaane kahaan le ke jaaye zindagi ban ke tera humsafar main chala jaane kidhar zindagi o zindagi
kitni anjaani soorten le kar lab pe jaane se naam aate hain kis ko maaloom tha muhabbat mein aise aise muqaam aate hain jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jamuna kinaareeeeeee ayeeee eee eeeee eeee jamuna kinaare kabhi bheegi bheegi choli mein saanware ke sang kabhiiiiii saanware ke sang kabhi gopiyon ki toli mein kahaan kahaan poochha hai kahaan kahaan dhundha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen hoooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooooo oooooo raavi ke kinaare jahaaaaaaaaan heer ki saheliyaan poochhti hai raanjhen waaliiiiii pyaar ki paheliyaan kahaan kahaan poochha hai kahaan kahaan dhundha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen neel ke kinaareeeeeeeeee ayeeeee eeee eeeee eeeee
jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi dekhte dekhte kya se kya ho gaya dhadkane reh gayin dil juda ho gaya haaye dil juda ho gaya jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi aaj toota huaaa dil ka ye saaz hai ab wo naghmen kahaan sirf aawaaz hai haaye sirf aawaaz hai jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi ghuttaa rehta naa dum jaan to chhutti kaash kehta koi wo mohabbat na thi haaye wo mohabbat na thi jaane kahaan gayiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi haal kya hai mera aa ke khud dekh jaa ab tere haath hai jeena marna mera haaye jeena marna mera jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi
jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji are jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji kahin maare darr ke chuhaa to nahin ho gaya kahin maare darr ke chuhaa to nahin ho gaya kone kone dekha naa jaane kahaan kho gaya kone kone dekha naa jaane kahaan kho gaya yahaan use laaye kaahe ko bina kaam re jaldi jaldi dhundhon ke hone lagi shaam re yahaan use laaye kaahe ko bina kaam re jaldi jaldi dhundhon ke hone lagi shaam re jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji koi ulfat ki nazar zara pher de koi ulfat ki nazar zara pher de le le do chaar aane jigar mera pher de le le do chaar aane jigar mera pher de aise nahin chori khulegi taqraar se chalo chalo thaane bataayen jamaadaar se aise nahin chori khulegi
jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge mere kadam jahaan pade sajde kiye the yaar ne mere kadam jahaan pade sajde kiye the yaar ne mujhko rula rula diya jaati huyi bahaar ne jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge apni nazar mein aaj kal din bhi andheri raat hai apni nazar mein aaj kal din bhi andheri raat hai saaya hi apne saath tha saaya hi apne saath hai jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge
jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum charon taraf viraaniyan hain charon taraf charon taraf viraaniyan hain khamoshiyan hain tanhaayiyan hain aaaaaaaa jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum tum bin udas mausam ki baahen tum bin udas tum bin udas mausam ki baahen tum bin udas jeevan ki rahen aaaaaaaa jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum tumko pukare toota hua dil tumko pukare tumko pukare toota hua dil ashkon mein aahon mein duba hua dil aaaaaaaa jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaane Kahaan Dreams (2005) 05:03 18645
 
Poster of Dreams (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Arun Kerkar
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Ashish Chanhana
Duration : 05:03   Song Number : 18645   

Jaane Kahaan Dekha Hai Biwi Aur Makan (1966) 05:52 16074
 
Poster of Biwi Aur Makan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 05:52   Song Number : 16074   

Jaane Kahaan Gayi Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:39 13090
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kishore
Duration : 04:39   Song Number : 13090   

Jaane Kahaan Mera Jigar Mr & Mrs 55 (1955) 03:46 20613
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Yasmeen Khan
Duration : 03:46   Song Number : 20613   

Jaane Kahan Gaye Mera Naam Joker (1970) 04:49 20612
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:49   Song Number : 20612   

Jaane Kahan Gaye Tum Aaja Sanam (1975) 04:50 36295
 
Poster of Aaja Sanam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 04:50   Song Number : 36295